adhar me jivan hamara hai.
kathin dagar pe chalna hamar hai.
vishwas kar sakte nahi kisi pe.
yeh kahna hamar hai.
jivan me vishwas kiya kitno par.
mila dhokha -dokha aur dhoka.
nirash jivan ke "Pankaj" ne.
Viswas karna chhod diya.
Sandeep Kumar (Pankaj)